|
suna suna sa lagta hai.! suna suna sa lagta hai jab tak, sunte nahin aawaj unki, unki jab sun lete hai to udasi main bhi, hoton par muskurahat aa jati hai
na jine ki khusi na jine ka gam na jine ki khusi na nine ka gam, unse milne ki duaa karte hai, jite hai isliye ki vo ek din aayenge ... marte isliye nahin ki akele rah jayenge vo!!!!!!
phul ban kar muskurana jindgi hai .
phul ban kar muskurana jindgi hai . muskurakar gam bhulana jindgi hai jit kar hum khush hue to kya huaa har kar khushiyan manana jindgi hai!!!!!!!!
yadon ki kimat @ yadon ki kimat wo kya jane jo khud hi yaadon ko mita diya karten hai yaadon ko matlab to unse puchho jo yaadon ke sahare jindgi bita diya karte hai!!!!!!!!!
pyar main kisi ko pyar main kisi ko khona bhi jindgi hai jindgi main gamon ka hona bhi jindgi hai youn to rahati hai hoton par muskurahat par sayad chhupkar rona bhi jindgi hai!!!!!!!
umidon ki kasti umidon ki kasti ko duboya nahin karte sahil agar dur ho to roya nahin karte rakhte hai dil main umid kuch pane ki wo log jindgi main kuch khoya nahin karte #######
|
|